Sabr Har Bar Ikhtiyar Kiya sabr har baar ikhtiyar kiya ham se hot7; nahin hazar kiya adatan tum ne kar diye vaade adatan ham ne e’tibar kiya ham ne aksar tumhari rahon men ruk kar apna hi intizar kiya phir na mangenge zindagi ya-rab ye gunah ham ne ek baar kiya
Leave a Reply