• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sabaq Kitab Ka Pakka Nahin Kiya Maine

Sabaq Kitab Ka Pakka Nahin Kiya Maine

poet

sabaq kitab ka pakka nahin kiya main ne

abhi samajhna hai jivan ka falsafa main ne

bujha.i pyaas nahin bas naha liya main ne

liya hai kaam samundar se dusra main ne

bhala vo ankhon se gham ka pata laga.ega kya

pahan liya hai ye chashma jo dhuup ka main ne

hua hai ghair qabile ki ik hasin se ishq

abhi to karna hai mushkil ka samna main ne

kisi mazar pe minnat se us ko paaya hai

ki ek dhage se khincha hai da.era main ne

misalen dete the ustad main samajhta na tha

phir us ke kahne se samjha tha zaviya main ne

nishast hai nahin kah kar ka.i basen chhoḌin

tujhe bachane men kitnon ko kho diya main ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Nahin Ahd-E-Mulaqat Se Talne Wale

Ye Jo Rabt Ru-Ba-Zawal Hai Ye Sawal Hai

Dafatan bichhDega Wo Bhi Dil Ko Ye dhaDka Na Tha

Hazin Tum Apni Kabhi Waza Bhi Sanwaroge

KHwab to KHwab Hai Tabir Badal Jati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet