• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sabab Kya Hai Kabhi Samjhi Nahin Main

Sabab Kya Hai Kabhi Samjhi Nahin Main

shahida-hasan

sabab kya hai kabhi samjhi nahin main

ki tuuti to bahut bikhri nahin main

rakhi hai guftugu us se har ik pal

sukhan jis se kabhi rakhti nahin main

ye chot apne hi hathon se lagi hai

kisi ke vaar se zakhmi nahin main

karun kyuun yaad tere khal-o-khad ab

shikasta aaine chunti nahin main

ajab thi rahguzar bhi ham-rahi ki

qadam rakh kar kabhi palti nahin main

jo pahunchi sahilon par tab khula hai

ki ab vo tishnagi rakhti nahin main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qalaq Aa Gaya Iztirab Aa Gaya

poet

Hath Se Chhu Kar Ye Nila Aasman Bhi Dekhte

Wo Jab Bhi Pukarega Yahan Aan Rahenge

poet

Be-Kasi Par Zulm La-Mahdud Hai

noon-meem-rashid

Israfil Ki Maut

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet