• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Tamannaon Se KHwabon Se Nikal Aae Hain

Sab Tamannaon Se KHwabon Se Nikal Aae Hain

poet

sab tamannaon se ḳhvabon se nikal aa.e hain

ham bahut duur sarabon se nikal aa.e hain

ḳhud ko jab bhuul se jaate hain to yuun lagta hai

zindagi tere azabon se nikal aa.e hain

raushni mujh ko mili hai to zara janch to luun

aaj sab chehre naqabon se nikal aa.e hain

ham nikal aa.e bahisht-e-shab-e-tanha.i se

aur kuchh log hijabon se nikal aa.e hain

ham bhi is shahr ki viran si raunaq men kahan

apne manus ḳharabon se nikal aa.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zar-E-Sarishk Faza Mein Uchhaalta Hua Main

Zaban Ka Zawiya Lafzon Ki KHu Samajhta Hai

Sufi

Kabhi Ai Haqiqat-e-dilbari Simat Aa Nigah-e-Majaz Mein

Narmi Hawa Ki Mauj-E-Tarab-KHez Abhi Se Hai

Guzri Hui Raunaq Ke Nishan Le Ke Chale Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet