• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Behoshiyon Ne Aur KHabardar Kar Diya

Behoshiyon Ne Aur KHabardar Kar Diya

behoshiyon ne aur ḳhabardar kar diya

soi jo aql ruuh ne bedar kar diya

allah re husn-e-dost ki a.ina-dariyan

ahl-e-nazar ko naqsh-ba-divar kar diya

ya rab ye bhed kya hai ki rahat ki fikr ne

insan ko aur gham men giraftar kar diya

dil kuchh panap chala tha taghaful ki rasm se

phir tere iltifat ne bimar kar diya

kal un ke aage sharah-e-tamanna ki aarzu

itni baḌhi ki nutq ko bekar kar diya

mujh ko vo baḳhshte the do aalam ki nematen

mere ghurur-e-ishq ne inkar kar diya

ye dekh kar ki un ko hai ranginiyon ka shauq

ankhon ko ham ne dida-e-ḳhun-bar kar diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sabab-E-Dard-E-Jigar Yaad Aaya

Pairahan-E-Rangin Se Shoala Sa Nikalta Hai

Dil Apne Ranj-O-Gham Se Jam-E-Jahan-Numa Tha

Kuchh Soch Ke Izhaar-E-KHayalat Na Karna

Dil Par Rakho Nigah Jigar Par Nazar Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet