• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Pighal Jae Tamasha Wo Idhar Kab Hoga

Sab Pighal Jae Tamasha Wo Idhar Kab Hoga

sab pighal jaa.e tamasha vo idhar kab hoga

mom ke shahr se suraj ka guzar kab hoga

ḳhvab kaghaz ke safine hain bacha.en kaise

ḳhatm is aag ke dariya ka safar kab hoga

jis ka naqsha hai mire zehn men ik muddat se

ghar vo tamir se pahle hi khanDar kab hoga

mere kho.e hue mahvar pe jo pahuncha.e mujhe

ab lahu men mire paida vo bhanvar kab hoga

sabz rakkha hai jise main ne lahu de ke ‘qamar’

mehrban dhuup men aḳhir vo shajar kab hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Pagal

Kya Aasman Se Rabt-E-Yaqin Mahw-E-KHwab Hai

Ye Kis Gham Se Aqidat Ho Gai Hai

Wo Ja Chuka Hai to Kyun Be-Qarar Itne Ho

poet

Jalwa-E-Arbab-E-duniya dekhiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet