• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Lahu Jam Gaya Ubaal Ke Bich

Sab Lahu Jam Gaya Ubaal Ke Bich

sab lahu jam gaya ubaal ke biich

kaun yaad aa gaya visal ke biich

ek vaqfa hai zindagi-bhar ka

zaḳhm ke aur indimal ke biich

aan baiTha hai ek andesha

guftugu aur arz-e-hal ke biich

taal deti hai jab kabhi vahshat

raqs karta huun main ḳhayal ke biich

kabhi matam miyan-e-raqs kiya

kabhi sajda kiya dhamal ke biich

ek parda hai be-sabati ka

a.ine aur tire jamal ke biich

ik baras ho gaya use dekhe

ik sadi aa ga.i hai saal ke biich

mere daman ko dhone vaala hai

ek aansu jo hai rumal ke bech

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

Har Kisi Kun Guzar-E-Ishq Mein Aanan Mushkil

uDte Hue Parindon Ke Shah-Par sameT Lun

Sufi

Aan Yake diwane Az Ahl-e-Raaz

Dil Ke Aaghosh Mein Wo Rahat-E-Jaan Rahta Hai

Raqsan Hai munDer Par Kabutar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet