• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Kuchh Bas Kahne Ko Bhula Jata Hai

Sab Kuchh Bas Kahne Ko Bhula Jata Hai

sab kuchh bas kahne ko bhula jaata hai

varna zehn se kab vo chehra jaata hai

yaad barabar aata rahta hai vo shaḳhs

nashshon ka paisa bhi zaa.e.a jaata hai

kuchh yuun TuuT ke girte hain ankhon se ḳhvab

shisha bhi hairani men aa jaata hai

us hansti tasvir ko aḳhir kya ma.alum

us ko dekh ke kitna roya jaata hai

is darja ḳhamosh raha huun muddat se

yaad nahin hai kaise bola jaata hai

mujh ko ishq aur duniya donon dekhne hain

saani khinch bhi luun to uula jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Yar Aaya Hai Ahwal-E-Dil-E-Zar Dikhao

poet

La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-E-Fana Dete Hain

poet

kaT Kar Jo Rah Ka buDha Shajar Le Jaega

poet

Khud-Kushi Karne Ka Agla Mansuba

Hum Ki Jo baiThe Hue Hain Apne Sar pakDe Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet