• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Ko Ruswa Bai Bai Kiya Karo

Sab Ko Ruswa Bai Bai Kiya Karo

rahat-indori

sab ko rusva baari baari kiya karo

har mausam men fatve jaari kiya karo

raton ka nindon se rishta tuut chuka

apne ghar ki pahre-dari kiya karo

qatra qatra shabnam gin kar kya hoga

dariyaon ki daave-dari kiya karo

roz qaside likkho gunge bahron ke

fursat ho to ye begari kiya karo

shab bhar aane vaale din ke khvab buno

din bhar fikr-e-shab-bedari kiya karo

chand ziyada raushan hai to rahne do

jugnu-bhayya ji mat bhari kiya karo

jab ji chahe maut bichha do basti men

lekin baten pyari pyari kiya karo

raat badan-dariya men roz utarti hai

is kashti men khuub savari kiya karo

roz vahi ik koshish zinda rahne ki

marne ki bhi kuchh tayyari kiya karo

khvab lapete sote rahna thiik nahin

fursat ho to shab-bedari kiya karo

kaghaz ko sab saunp diya ye thiik nahin

sher kabhi khud par bhi taari kiya karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chaman Chaman Jo Ye Subh-E-Bahaar Ki Zau Hai

Hum Kahan Aaina Le Kar Aae

Adawaten Nasib Ho Ke Rah Gain

Hai Bahut Mushkil Nikalna Shahr Ke Bazar Mein

Ek Jadugar Hai Aankhon Ki Basti Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet