• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Logo Ye Ajib Saneha Hai

Logo Ye Ajib Saneha Hai

logo ye ajiib saneha hai

mujh men koi qatl ho raha hai

kis ki hai talash kya bata.en

apna hi vajud kho gaya hai

so.enge azal men ja ke ham sab

duniya to aziim rat-jaga hai

sach ko hai davam is jahan men

mujh se to yahi kaha gaya hai

marna hai yahan bahut ghanimat

jiina to muhal ho chuka hai

dega vo zarur sang mujh ko

jis ne tujhe aa.ina kiya hai

aa.i hai tavil hijr ki shab

ye dil sar-e-sham jal gaya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sheikh Saadi

Story 28 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Kirdar Hi Se Zinat-E-Aflak Ho Gae

poet

Kyon Giraata Hai Mere Soch Ki Diwar Koi

poet

Rahte Hain Is Tarah Se Gham-O-Yas Aas-Pas

Tujhko Pane Ke Liye KHud Se Guzar Tak Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet