• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab KHalaon Ko KHalaon Se Bhigo Sakta Hai

Sab KHalaon Ko KHalaon Se Bhigo Sakta Hai

sab ḳhalaon ko ḳhalaon se bhigo sakta hai

aadmi ruuh ke andar bhi to ro sakta hai

ye siyahi ka sira jaane kahan haath aa.e

mira saaya tira batin bhi to ho sakta hai

dastaras tere samundar ki hai tujh se bhi pare

tu mujhe aankh se bahar bhi Dubo sakta hai

le to aaya hai mujhe maut ki gardish se alag

tu mujhe saans ke mahvar pe bhi kho sakta hai

apne anfas ki tahrik pe bikhra hai magar

tu mere lams men yakja bhi to ho sakta hai

teri miTTi ne samoya nahin to kya hai ‘riyaz’

tu to is jism ke bahar kahin so sakta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bedam Shah Warsi

Tur Wale Teri Tanwir Liye Baithe Hain

bahadur-shah-zafar

Wan Rasai Nahin To Phir Kya Hai

Bimar-E-Gham Ka Koi Mudawa Na Kijiye

qateel-shifai

Hum Ko To Intizar-E-Sahar Bhi Qubul Hai

Aks Mismar Karta Jata Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet