• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ruka Jawab Ki Khatir Na Kuchh Sawal Kiya

Ruka Jawab Ki Khatir Na Kuchh Sawal Kiya

fatima-hasan

ruka javab ki khatir na kuchh saval kiya

magar ye zoam ki har rabta bahal kiya

thakan nahin hai kathin raston pe chalne ki

bichhadne valon ke dukh ne bahut nidhal kiya

jo tutna tha faqat dard hi ka rishta tha

to dil ne kyuun bhala is baat par malal kiya

bacha ke rakhna tha ik aks apni ankhon men

bade jatan se unhen aina-misal kiya

lahu men tair gai vo ghadi judai ki

ki jis ke zahr ne jiina mira muhal kiya

bichhad raha tha magar mud ke dekhta bhi raha

main muskurati rahi main ne bhi kamal kiya

khabar thi us ko ki dasht-e-hunar se aai huun

so us ke lafzon ne zakhmon ka indimal kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhko Ye Fikr Kab Hai Ki Saya Kahan Gaya

Kitni Gahri Ye Shanasai Lage

Hath Khaali Hai Koi Kankar uTha

sheikh-ibrahim-zauq

Baadam do Jo Bheje Hain Batwe Mein dal Kar

Wada Sachcha Hai Ki jhuTa Mujhe Malum Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet