• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ruh Kaghaz Kalam KHushbu Hai

Ruh Kaghaz Kalam KHushbu Hai

ruuh kaghaz kalam ḳhushbu hai

kya numayan payam ḳhushbu hai

hai tumhare ḳhamir ki ḳhushbu

tum jo kahte ho aam ḳhushbu hai

ham se tohfe men phuul kyuun kar le

us ka to apna naam ḳhushbu hai

phuul mausam ki nazar ho ga.e sab

jis ne paaya davam ḳhushbu hai

koi mere qarib aaya hai

kyuun na bhejun salam ḳhushbu hai

nisbaten aap ke pasine se

kitni ali-maqam ḳhushbu hai

baat aghaz phuul se hogi

baat ka iḳhtitam ḳhushbu hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tanhaiyon Mein Kya Kahun Kya Yaad Aa Gaya

Sahme Nahif Dariya Ke Dhaare Ki Baat Kar

Pas-E-Nazzara Koi Lahr Si Thi Pani Tak

Wo Jo Log Ahl-E-Kamal the Wo Kahan Gae

Sab Ki bigDi Ko Banane Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet