• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Roz-E-Raushan Ko Shab-E-Tar Na Kahna Aaya

Roz-E-Raushan Ko Shab-E-Tar Na Kahna Aaya

roz-e-raushan ko shab-e-tar na kahna aaya

raat ko matla-e-anvar na kahna aaya

ki hai duniya ne isi par to adavat ham se

saaf jumla pas-e-divar na kahna aaya

apne is jurm pe iz.har-e-nadamat kaisa

dasht-e-pur-ḳhar ko gulzar na kahna aaya

bal-o-par kaaT diye ahl-e-gulistan ne mire

chob ko shaḳh-e-samar-dar na kahna aaya

qasr-e-taḳhrib ki ta.amir hai jin ke hathon

haan unhen vaqt ke me.amar na kahna aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Koi dam Thamta Nahin Baran-E-Ashk

Use Betab Ho Kar Sochti Hun

etibar-sajid

Main Takiye Par Sitare Bo Raha Hun

Tere Ghurur Mere Zabt Ka Sawal Raha

muneer-niyazi

Be-Haqiqat duriyon Ki dastan Hoti Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet