• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Lamhat Mein Sadiyon Ka Maza Le Aaya

Chand Lamhat Mein Sadiyon Ka Maza Le Aaya

chand lamhat men sadiyon ka maza le aaya

ya kahun baiThe-biTha.e hi bala le aaya

ḳhud ko uljha ke zamane ke masa.il men idhar

main tiri yaad se apne ko bacha le aaya

aag se aag to lohe se kaTega loha

lo naya zaḳhm purane ki dava le aaya

ek taqsir ki main jis ki muafi ke liye

har dafa ek na.i aur saza le aaya

surḳh ankhen liye vo apni udhar lauT gaya

main idhar apna ruvansa sa gala le aaya

tujh ko pa kar bhi nadamat men mare jaata huun

ki kisi aur ke hisse ki vafa le aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zehra-nigaah

Tamil-E-Wafa Ka Ahd-Nama

poet

Ek Jagah Pe Nahin Hai Mujhe Aaram Kahin

Ek Shajar Aisa Mohabbat Ka Lagaya Jae

mushafi-ghulam-hamdani

Chakhi Na Jis Ne Kabhi Lazzat-E-Sinan-E-Nigah

aftab-hussain

Wajud Ka Inhisar Go Khak Par Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet