• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Riyasat Jab Bhi Dahti Hai Nawase Dukh uThate Hain

Riyasat Jab Bhi Dahti Hai Nawase Dukh uThate Hain

riyasat jab bhi Dahti hai navase dukh uThate hain

kahin puncture banate hain kahin Tanga chalate hain

baḌi mushkil se ye do vaqt ki roTi kamate hain

sahar se shaam tak fōtpath par qismat banate hain

jamura sar khujata hai madari haath malta hai

tamasha dekh kar bad-ma.ash bachche bhaag jaate hain

kisi ke saath rahna aur us se bach ke rah lena

ḳhuda hi jaane kaise log ye rishta nibhate hain

hazaron log milte hain to un men ik samajhta hai

baḌi mushkil se ham bhi dosti men sar jhukate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

erum-zehra

Kitni dur Se Chalte Chalte Khwab-Nagar Tak Aai Hun

Chand Ko Pura Hone Do

Pahle Ki Ba-Nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada

mushafi-ghulam-hamdani

Aatish-E-Gham Mein Bas Ki Jalte Hain

ahmad-javed

Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet