• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rit Par Jitne Bhi Nawishte Hain

Rit Par Jitne Bhi Nawishte Hain

riit par jitne bhi navishte hain

apne mahaul ke mujalle hain

kaun jaane kahan dafine hain

apne to paas sirf naqshe hain

suraten chhin le gaya koi

is baras a.ine akele hain

ḳhvab, ḳhushbu, ḳhayal, aur ḳhadshe

ek divar sau dariche hain

dosti ishq aur vafadari

saḳht jaan men bhi narm goshe hain

paḌh sako to kabhi paḌho un ko

shaḳh-dar-shaḳh bhi sahife hain

jugnuon ke paron se likkhe hue

jangalon men ka.i jaride hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Dhup Giri Hai Jo Mere Lawn Mein Aa Kar

Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai

Ishq Ke Bab Mein Kirdar Hun Diwane Ka

Kahan Tahriren Maine banT Di Hain

Sans Chalti Rahti Hai Zindagi Nahin Hoti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet