• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rishte Ke Uljhe Dhagon Ko Dhire Dhire Khol Rahi Hai

Rishte Ke Uljhe Dhagon Ko Dhire Dhire Khol Rahi Hai

rishte ke uljhe dhagon ko dhire dhire khol rahi hai

biTiya kuchh kuchh bol rahi hai puure ghar men Dol rahi hai

dil ke kahe se ankhon ne bazar men ik saman chuna hai

haath bechara soch raha hai jeb bhi ḳhud ko tol rahi hai

raat ki ankhen banch raha huun kuchh kuchh to main bhanp raha huun

kuchh kuchh andar soch rahi hai kuchh kuchh bahar bol rahi hai

ek akela kuchh bhi bole kaun shahr men us ki sunta

peḌ pe ek akeli bulbul jangal men ras ghol rahi hai

jab bhi ḳhud ke haath jale tab baat ye sab ko yaad aati hai

bachpan men jo siikh mili thi ab tak vo anmol rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mata-E-Zist Kya Hum Zist Ka Hasil Samajhte Hain

To Wahan Ja Ke Bachega Dil-E-Hoshyar Ghalat

Zindagi Humse KHafa Ho Jaise

Jab Nigahen laDin Nigahon Se

Abhi Hai Mausam Ghamon Ka Lekin Main Muskuraun to Harj Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet