• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rishta Badan Ka KHatm Hua Apni Jaan Se

Rishta Badan Ka KHatm Hua Apni Jaan Se

poet

rishta badan ka ḳhatm hua apni jaan se

milti hai shakl shahar ki mere makan se

ḳhvahish ko us ki jaise koi daḳhl hi na tha

yuun us ne mujh ko phenk diya asman se

kaisi lagi hai aag ki bujhti nahin kabhi

ik silsila hai kab se dhuen ka chaTTan se

munh se jo baat nikli vo pahunchi nagar nagar

lauTa na phir vo tiir jo nikla kaman se

patthar ke niche dafn hai har harf-e-guftani

ab sirf maslahat ka hai rishta zaban se

tairo lahu men apne to mumkin hai ḳhud ko paao

dhulta hai sirf jism hi ganga-nahan se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Kahan Ja Ke Ye Samjhaen Ki Kya Hota Hai

Kuchh Bhi Ho Taqdir Ka Likkha Badal

muneer-niyazi

dar Ke Kisi Se Chhup Jata Hai Jaise Sanp Khazane Mein

Aarzuen Sab KHak Huin

Gard-O-Ghubar Dhup Ke Aanchal Pe Chha Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet