• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Parinde Khet Mein Ab Tak paDaw Dale Hain

Parinde Khet Mein Ab Tak paDaw Dale Hain

parinde khet men ab tak paḌav Daale hain

shikari aaj tamasha dikhane vaale hain

hava.en tez hain andhi ne par nikale hain

bahut udaas patangen uḌane vaale hain

kamand phenk na dena zamin ki vus.at par

na.e jazire samundar ne phir uchhale hain

chalo ke dekh len ‘ghalib’ ke ghar ki divaren

na.i ruton ne bayaban men Dere Daale hain

gali gali men chamakti hai dard ki ḳhushbu

hamare zaḳhm mahakte hue ujale hain

ab apne aap se milne ki justuju kya ho

tumhare shahr ke sab aa.ine to kaale hain

jo log vaqa.i munsif-mizaj hain ‘anjum’

suna hai aaj vo chehre badalne vaale hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Khiraj-Aqidat

poet

Chashm-E-Yaqin Se Dekhiye Jalwa-Gah-E-Sifat Mein

Har Inqalab Ki surKHi Unhin Ke Afsane

haidar-ali-aatish

Is Shash-Jihat Mein Khub Teri Justuju Karen

shahnaz-nabi

Muntazim

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet