• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ret muTThi Mein Bhari Pani Se Aaghaz Kiya

Ret muTThi Mein Bhari Pani Se Aaghaz Kiya

ret muTThi men bhari paani se aghaz kiya

saḳht mushkil men tha asani se aghaz kiya

mujh ko miTTi se badan bante hue umr lagi

meri ta.amir ne virani se aghaz kiya

ye jahanon ka zamanon ka makanon ka safar

ghaib ne lafz se ya ma.ani se aghaz kiya

jab bhi ye aankh anasir ki taraf dekhti hai

yaad aata hai pareshani se aghaz kiya

jism aur ism mujhe kaise mile kis ne diye

in savalat ki hairani se aghaz kiya

ek ḳhamosh samundar tha mire chaar taraf

jis men avaz ne tughyani se aghaz kiya

mujh ko bad-surati-e-jism ka andaza hai

main ne a.ina-e-uryani se aghaz kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Asir-E-Dasht-E-Bala Ka Na Majra Kahna

Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen

Bas-Ki Dushwar Hai Us shaKHs Ka Chehra Likhna

Wada-E-Ulfat-O-Paiman-E-Wafa Se Tauba

poet

Main Na Samjha Bulbul Be-Baal-O-Par Ne Kya Kaha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet