• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rawish Rawish Pe Hain Nikhat-Fashan Gulab Ke Phul

Rawish Rawish Pe Hain Nikhat-Fashan Gulab Ke Phul

ravish ravish pe hain nik.hat-fashan gulab ke phuul

hasin gulab ke phuul arghavan gulab ke phuul

jahan-e-girya-e-shabnam se kis ghurur ke saath

guzar rahe hain tabassum-kunan gulab ke phuul

ye mera daman-e-sad-chak ye rida-e-bahar

yahan sharab ke chhinTe vahan gulab ke phuul

ḳhayal-e-yar tire silsile nashon ki ruten

jamal-e-yar tiri jhalkiyan gulab ke phuul

miri nigah men daur-e-zaman ki har karvaT

lahu ki lahr dilon ka dhuan gulab ke phuul

sulagte jaate hain chup-chap hanste jaate hain

misal-e-chehra-e-paighambaran gulab ke phuul

ye kya tilism hai ye kis ki yasmin banhen

chhiḌak ga.i hain jahan-dar-jahan gulab ke phuul

kaTi hai umr baharon ke sog men ‘amjad’

miri lahad pe khilen javedan gulab ke phuul

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Sabaat

Sufi

Meri Hasti Ka Jalwon Mein Tere Ru-Posh Ho Jaana

Apni Pasand chhoD Di Uski KHarid Li

Numu Ke Irfan Se Be-KHabar Hun

Tamanna Thi Jo Aankhon Mein Wahi Lahje Mein Rakh Dena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet