• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raushni Rangon Mein simTa Hua Dhoka Hi Na Ho

Raushni Rangon Mein simTa Hua Dhoka Hi Na Ho

raushni rangon men simTa hua dhoka hi na ho

main jise jism samajhta huun vo saaya hi na ho

a.ina TuuT gaya chunta huun reza reza

isi a.ine men mera kahin chehra hi na ho

main to divar ke is paar ravan huun kab se

koi divar ke us paar bhi chalta hi na ho

vo jo sunta hai miri baat baḌe ghaur ke saath

baad jaane ke mire mujh pe vo hansta hi na ho

jagti ankhon men kyuun phailta jaata hai ḳhala

kha ga.i hai jise duuri tira rasta hi na ho

moḌ har raah pe paanv se lipaT jaate hain

vo mujhe chhoḌ ke chal de kahin aisa hi na ho

us ke milne pe bhi mahsus hua hai ‘sarmad’

us ne dekha hi na ho main ne bulaya hi na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-bastavi

Maqsad-e-Hayat

abbas-dana

Nam Khushbu Tha Sarapa Bhi Ghazal Jaisa Tha

poet

Wo Aise Bigde Hue Hain Kai Mahine Se

poet

KHushbu Ka Jism Yaad Ka Paikar Nahin Mila

Dil Be-Tab-O-Tab Ho Gaya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet