• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Siyah Raat Ke Badan Pe Dagh Ban Ke Rah Gae

Siyah Raat Ke Badan Pe Dagh Ban Ke Rah Gae

siyah raat ke badan pe daagh ban ke rah ga.e

ham aftab the magar charagh ban ke rah ga.e

kisi ko ishq men bhi ab junun se vasta nahin

ye kya hua ki saare dil dimagh ban ke rah ga.e

vo shaḳh shaḳh niile piile laal rang kya hue

tamam dasht ke parind zaagh ban ke rah ga.e

jinhen ye zo.am tha zamin se tishnagi miTa.enge

ajab hua vahi tahi-ayagh ban ke rah ga.e

milega sab ko apna haq rahenge sab sukun se

magar vo saare va.ade sabz baagh ban ke rah ga.e

ujaḌte hain roz ham basi-basa.i bastiyan

ḳhusha vo log jo makin-e-ragh ban ke rah ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ruh Ko Aaj Naz Hai Apna Waqar Dekh Kar

Ab to Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai

Baat Wo Baat Nahin Hai Jo Zaban Tak Pahunche

Hafiz Shirazi

dila Ba-Soz Ki Soz-e-Tu Kar-Ha Ba-Kunad

siraj-aurangabadi

Hamari Aankhon Ki Putliyon Mein Tera Mubarak Maqam Haiga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet