• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raushni Le Kar Andheri Raat Mein Nikla Na Kar

Raushni Le Kar Andheri Raat Mein Nikla Na Kar

raushni le kar andheri raat men nikla na kar

raat parde ke liye hai ḳhud ko be-parda na kar

dahr ka phailav bhi nuqta nazar aane lage

sher kahta hai to kah itna magar socha na kar

ek din tu bhi kisi taare se Takra ja.ega

dost mere raat ki galiyon men yuun ghuma na kar

chand bhi utra tha pichhli shab isi talab men

kyuun chamakta hai naha dho kar badan ponchha na kar

aa.ina chamka.e rakh sab kuchh nazar aa ja.ega

jis ki chahat ho use ḳhud se juda samjha na kar

dopahar ki lahr chehre ko jhulas degi ‘ḳhalil’

ghar ki ThanDak chhoḌ kar peḌon tale baiTha na kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aal-e-ahmad-suroor

dastan-E-Shauq Kitni Bar dohrai Gai

poet

Jab Wo Mah-E-ruKHsar Yakayak Nazar Aaya

Tare Dard Ke Jhonke Ban Kar Aate Hain

Sae Dhalne Charag Jalne Lage

Farishte Bhi Pahunch Sakte Nahin Wo Hai Makan Apna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet