• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raushni laTki Hui Talwar Si

Raushni laTki Hui Talwar Si

raushni laTki hui talvar si

husn-afza zindagi ḳhun-ḳhvar si

ḳhushbuon ki narm ham-aghoshiyan

darmiyan ik ahani divar si

samne sad-rang nusḳhe, mashvare

zindagi sadiyon se kuchh bimar si

kaali ankhon men shahabi karvaTen

koi ḳhvahish raat men bedar si

mahv se hote hue aḳhbari shor

yaad ki aahaT achanak taar si

unghti si har taraf bedariyan

aankh us ki har tarah hushyar si

dil vahi barbad aur sadiyon ki gard

vaqt ki har fat.h bhi be-kar si

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nusrat-mehdi

Andheri Raat Ko din Ke Asar Mein Rakkha Hai

Aag Ek Aur Laga Denge Hamare Aansu

poet

Gham-E-Hayat Ko Na-KHush-Gawar Kar Na Saka

Jin KHwahishon Ko Dekhti Rahti Thi KHwab Mein

Main Bhi Aawara Hun Tere Sat Aawara Hawa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet