• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raston Mein Dher Ho Kar Phul Se Paikar Gire

Raston Mein Dher Ho Kar Phul Se Paikar Gire

raston men Dher ho kar phuul se paikar gire

barg kitne andhiyon ke paanv men aa kar gire

ai junun ki sa.ato aamad baharon ki hui

dekhna vo shaḳhchon se titliyon ke par gire

tum na sun paa.e sada dil TuTne ki aur yahan

shor vo uTTha zamin par jis tarah ambar gire

kaun jaane kitni yadon se hua dil zaḳhm zaḳhm

chandni barsi ki meri ruuh par ḳhanjar gire

muntazir huun gham ke is tufan-e-abr-o-bad men

kab ghaTa ka shor kam ho kab hava thak kar gire

yuun hua huun jazb ‘ja.afar’ vaqt ke tufan men

tah main gahre paniyon ki jis tarah kankar gire

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Aankhon Se Hijrat Ka Wo Manzar Kyun Nahin Jata

akhtar-ansari

Sunne Wale Fasana Tera Hai

muKHtalif Ek Hi Sipah Ka Dukh

Na Fasle Rahe Qaem Na Qurbaten Ab Ke

Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet