• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Raste

Raste

zehra-nigaah

ab talak un nigahon men mahfuz hain

sidhe-sade vo viran se raste

apne hamraz apne shanasa

apne dukh apne sukh donon pahchante

unghte jagte thaharte bhagte

bhige bhige vo hairan se raste

dekhte dekhte ek pul ban gaya

aur samundar ka paani simat kar samundar se phir mil gaya

dhuup se tap ke mitti ka giila badan jaag utha tan gaya

ghar humakne lage log basne lage

rang lau de uthe phuul hansne lage

ab kahin koi tanha sadak koi viran kona ubharta nahin

koi dildar saaya bulata nahin koi gham-khvar rasta nikalta nahin

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Naqsh-E-Ab Hai Logo

Mere Ghamon Ka Kisi Ne KHayal Bhi Na Kiya

KHamoshiyon Ke Gahre Samundar Mein Dub Jaen

poet

Hansun Jun Gul Tere Zakhmon Se Ulfat Isko Kahte Hain

taKHta-E-Mashq Banun Jaan-Ba-Sipar Ho Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet