• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rasm-E-Duniya Ko Nibhate Jaiye

Rasm-E-Duniya Ko Nibhate Jaiye

rasm-e-duniya ko nibhate ja.iye

gham ko siine se lagate ja.iye

bazla-sanji se na baaz aa.e agar

ham na lauTenge bulate ja.iye

hukm-e-nau ik aur jaari ho gaya

choT kha kar muskurate ja.iye

ḳhaak nazron men hamari jhonkiye

ḳhaak men ham ko milate ja.iye

aa.ina ho kar rahungi aap ka

meri nazron men samate ja.iye

zulmat-e-shab ko saja kar taaq par

ik diya ḳhud bhi jalate ja.iye

hai uThane ki sakat jo aap men

tohmat-e-duniya uThate ja.iye

ratjage ‘raziya’ se ab hain multamis

yaad ko apni sulate ja.iye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin

jaun-eliya

dil Ko duniya Ka Hai Safar darpesh

poet

KHwab Kya Hain Sharab Ki Jhilen

Tasawwur Pyar Ka Jo Hai Purana Karne Wala Hun

Ghalat Sab Dalilen Ghalat Sab Hawale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet