• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ras Aati Hai Bahut Aab-O-Hawa Sahra Ki

Ras Aati Hai Bahut Aab-O-Hawa Sahra Ki

raas aati hai bahut ab-o-hava sahra ki

jaane de di hai tujhe kis ne dua sahra ki

tujh ko milne se raha shahr men vahshat ka ilaaj

tujh ko shayad ki shifa baḳhshe hava sahra ki

ham to lete hain maza ghar men hi virani ka

naz-bardari kare kaun bhala sahra ki

ik samundar hai miri zaat ke paimane men

Daal rakkhi hai magar us pe rida sahra ki

tera ham-zad tujhe shahr men milne se raha

bandh le raḳht-e-safar ḳhaak uḌa sahra ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ki shaKHon Pe Umiden Kuchh Hari Bandhe Hue

poet

Mahfil Ishq Mein Jo Yar Uthe Aur Baithe

poet

Wo Aankhen Kya Jinhen Aaya Na Rona

poet

Qaid Mein Rakkha Gaya Qatra to Ghaltan Ho Gaya

Haalat-E-Haal Main Kya Ro Ke Sunaun Tujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet