• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rang Se Pairahan-E-Sada Hinai Ho Jae

Rang Se Pairahan-E-Sada Hinai Ho Jae

mirza-raza-barq

rang se pairahan-e-sada hinai ho jaae

pahne zanjir jo chandi ki talai ho jaae

khud-faroshi ko jo tu nikle ba-shakl-e-yusuf

ai sanam teri kharidar khudai ho jaae

khat-e-toam ki tarah ashiq o mashuq hain ek

donon bekar hain jis vaqt judai ho jaae

tangi-e-gosha-e-uzlat hai bayan se bahar

nahin imkan ki chyunti ki samai ho jaae

yahi har uzv se aati hai sada furqat men

vaqt ye vo hai juda bhaai se bhaai ho jaae

apni hi aag men ai ‘barq’ jala jaata huun

unsur-e-khak ho turbat jo ladai ho jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Achchha to Tum Aise The

aleena-itrat

Junun Mein daman-E-dil Garche Tar Tar Hua

Raaz-E-Sar-Basta Mohabbat Ke Zaban Tak Pahunche

poet

Fasl-E-Gul Mein Nain Baghule Uthte Viranon Ke Beach

Kya bichhaD Kar Rah Gaya Jaane Bhari Barsat Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet