• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Rang Aur Nur Ki Baraat Kise Pesh Karun

Rang Aur Nur Ki Baraat Kise Pesh Karun

sahir-ludhianvi

rang aur nuur ki barat kise pesh karun

ye muradon ki hasin raat kise pesh karun

main ne jazbat nibhae hain usulon ki jagah

apne arman piro laaya huun phulon ki jagah

tere sehre ki ye saughat kise pesh karun

ye mere sher mire akhiri nazrane hain

main un apnon men huun jo aaj se begane hain

be-taalluq si mulaqat kise pesh karun

surkh jode ki tab-o-tab mubarak ho tujhe

teri ankhon ka naya khvab mubarak ho tujhe

main ye khvahish ye khayalat kise pesh karun

kaun kahta hai ki chahat pe sabhi ka haq hai

tu jise chahe tira pyaar usi ka haq hai

mujh se kah de main tira haat kise pesh karun

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Khada Tha Kab Se Zamin Pith Par Uthae Hue

Jaen ghuD-dauD Par Ki Khelen Tash

Tu Agar Bewafa Nahin Hoti

Sufi

Chashm-e-Zahir-Bin Ko Har Ek Pesh-Manzar Aashna

poet

KHusha Ye Zarf Ki honTon Pe Hai Tabassum Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet