• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se

Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se

rakhta nahin hai dasht sarokar aab se

bahla.e jaate hain yahan pyase sarab se

din men bhi ghar ujale se mahrum hai to hai

kirnon ka kya saval karun aftab se

bilkul durust hote hue fail ho gaya

main ne javab naql kiya tha kitab se

vo saal ho ki maah ho din ho ki ho ghaḌi

baaqi nahin bachunga kisi ke hisab se

har shai par ik uchaTti nazar Dalta chalun

be-kar hoga mera utarna rikab se

tarmim hazf aur izafe ke saath saath

ye kulliyat pur hai mire intiḳhab se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sukhan Ka Us Se Yara Bhi Nahin Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Sans Lena Bhi Saza Lagta Hai

Teri Gali Se Guzarne Ko Sar Jhukae Hue

Lamha Lamha Ek Nai Sai-E-Baqa Karti Hui

fahmida-riaz

Purwanchal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet