• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham-Zada Hum Hain Ye Kahna Chhod do

Gham-Zada Hum Hain Ye Kahna Chhod do

kavita-kiran

gham-zada ham hain ye kahna chhod do

ya hamare saath rahna chhod do

chahiye gar zindagani ka maza

vaqt ki lahron men bahna chhod do

shak karenge log ashkon par mire

is tarah ankhon men rahna chhod do

zabt-e-gham achchhi alamat hai magar

phir bhi tanhai men rahna chhod do

jitni mil jaae khushi lete raho

gham agar mushkil hai sahna chhod do

dushmanon se kar lo samjhauta ‘kiran’

doston ka zulm sahna chhod do

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jahan Se Dosh-E-Azizan Pe Bar Ho Ke Chale

poet

Han jhuT Hai Wo Jaan Se Tum Par Fida Nahin

Doston Ko Meri Zarurat Hai

poet

Safar Ki dhup Ne Chehra Ujal Rakkha Tha

geetanjali-rai

Itwar Ki dopahar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet