• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rahguzar Rahguzar Se Puchh Liya

Rahguzar Rahguzar Se Puchh Liya

rahguzar rahguzar se puchh liya

tera ghar sab ke ghar se puchh liya

jo zaban se na kar sake vo bayan

ham ne un ki nazar se puchh liya

gumrahi aur baḌh ga.i apni

rasta rahbar se puchh liya

jab zamin ne diya na tera pata

ham ne shams o qamar se puchh liya

tum na aao na aa.egi raunaq

ham ne divar-o-dar se puchh liya

meri chup ko vo kya samajhte hain

raaz jab chashm-e-tar se puchh liya

ilm ka raaz ‘arsh’ bas ye hai

kuchh idhar kuchh udhar se puchh liya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mohabbat haT Rahi Hai Darmiyan Se

Chand Tare Phul KHushbu Sab haTa Do

Gunahon Se Nashw-O-Numa Pa Gaya Dil

Ab Use chhoD Ke Jaana Bhi Nahin Chahte Hum

ali-sardar-jafri

Infiradiyat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet