• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rahe Hai Aaj Kal Kuchh Is Tarah charKH-E-Kuhan bigDa

Rahe Hai Aaj Kal Kuchh Is Tarah charKH-E-Kuhan bigDa

rahe hai aaj kal kuchh is tarah charḳh-e-kuhan bigḌa

mare hi ashiyan se jaise ye nazm-e-chaman bigḌa

kahan guzri hai saari raat kuchh ham bhi sunen aḳhir

ye ruḳh ye chandni chhiTki ye tar-e-pairahan bigḌa

baras kar rah ga.iin kaliyan chaman ke farsh-e-rangin par

pakaḌ kar shaḳh jab kal shaam vo ghuncha-dahan bigḌa

tiri nazron hi tak tha sab saliqa ahl-e-mahfil ka

tire uThte hi jan-e-husn rang-e-anjuman bigḌa

kise aata tha jiina is se pahle teri duniya men

sanvara hai mohabbat ne mazaq-e-ruh-o-tan bigḌa

gila tha bevafa.i ka hamen par un se kya kahiye

vo kahte hain ki hai kuchh in dinon tera chalan bigḌa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ko Har Lamha Bachate Rahe Jazbaat Se Hum

KHud Pe Jab Dasht Ki Wahshat Ko Musallat Karunga

muneer-niyazi

Ek Nagar Ke Naqsh Bhula dun Ek Nagar Ijad Karun

poet

Kabhi Khun Hoti Hue Aur Kabhi Jalte dekha

Sufi

Bajan Jiw Amar Ahe Mua Na Kahiyo Kue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet