• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rahbar-E-Qaum Samajh Le Ye Haqiqat Hai baDi

Rahbar-E-Qaum Samajh Le Ye Haqiqat Hai baDi

poet

rahbar-e-qaum samajh le ye haqiqat hai baḌi

qaum chhoTi hai magar is ki rivayat hai baḌi

chadar-o-qamat-e-faruq pe rakhte hain nazar

ehtisab un ka kaḌa aur ita.at hai baḌi

rahbar badla to phir se safar aghaz hua

dasht-e-gum-rah men is taur masafat hai baḌi

kya idare the jo TuuTe hain ana ki ḳhatir

un ki tafsil na puchho ye hikayat hai baḌi

aaj bhi husn-e-bayan parda-e-amal bana

aaj ke daur men bhi harf ki taqat hai baḌi

ahl-e-dil teri vafaon ki qasam khate hain

bar-sar-e-ku-e-jafa bhi tiri shohrat hai baḌi

dard ki mauj ubharti hai tire naam ke saath

duriyan laakh sahi pyaar ki qurbat hai baḌi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Husn Majbur-E-Jafa Hai Shayad

Mere Ghar Mein Na Hogi Raushni Kya

poet

Haq-Nawa Jurat-E-Izhaar Tak Aa Pahunche Hain

Amanat Mein KHayanat Ho Rahi Hai

saleem-kausar

Wo Aankhen Jin Se Mulaqat Ek Bahana Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet