• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah-E-Justuju Mein bhaTak Gae to Kisi Se Koi Gila Nahin

Rah-E-Justuju Mein bhaTak Gae to Kisi Se Koi Gila Nahin

rah-e-justuju men bhaTak ga.e to kisi se koi gila nahin

ki ham us ke ho ke na ji sake vo hamara ban ke mila nahin

mire fikr-o-fan pe muhit hai jo tasavvur ek ḳhuda-numa

hai talash us ki nahin pata vo ḳhuda bhi hai ki ḳhuda nahin

jo mili nahin mujhe agahi hai miri nigah se ajnabi

ho rag-e-gulu se qarib bhi to yahi kahenge mila nahin

jo basir ho vo nazar bhi de mujhe agahi ka hunar bhi de

magar ab tu meri ḳhabar bhi de ki mujhe ḳhud apna pata nahin

hain ‘shahab’ mere havas gum ki har ek shab hai shab-e-dahum

jo bujha to bujh ke hi rah gaya hai charagh phir se jala nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dushman Apna Bhi Nahin Koi Fasadi Bhi Nahin

parveen-shakir

Wahi Narm Lahja

poet

Main Sochta to Hun Lekin Ye Baat Kis Se Kahun

Hum Ji Rahe Hain Koi Bahana Kiye Baghair

riyaz-khairabadi

Jo The Hath Mehndi Lagane Ke Qabil

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet