
Abbas Tabish
jo bhi min-jumla-e-ashjar nahin ho sakta
kuchh bhi ho jaae mira yaar nahin ho sakta
ik mohabbat to kai baar bhi ho sakti hai
ek hi shakhs kai baar nahin ho sakta
jis se puchhen tire baare men yahi kahta hai
khubsurat hai vafadar nahin ho sakta

Leave a Reply