• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raghbat Hai Jinko Wasl Ki Tere Wajud Se

Raghbat Hai Jinko Wasl Ki Tere Wajud Se

raghbat hai jin ko vasl ki tere vajud se

tahlil ho rahe hain fazaon men duud se

markaz bana huun dida-e-arabab-e-ghaib ka

laaya gaya hai mujh ko jahan-e-shuhud se

kafir bata ke qatl unhen kar diya gaya

mar.ub ho sake jo na dagh-e-sujud se

kamre men aa ke baiTha huun apne bujha bujha

jal jal ke teri mahfil-e-raqs-o-surud se

ik ek naqsh ubhar duun tere jamal ka

aage nikal ke fikr ki saari quyud se

vahshat men noch kha.un na ‘zishan’ ḳhud ko main

chal duur mujh ko le ke tu meri hudud se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

miT Nahin Sakta Qayamat Tak Nishan-E-Arzu

Har Ek shaKHs KHafa Mujhse Anjuman Mein Tha

Sun Kar Kitni Aankhen Niklin

Aasman Tha Tum the Ya Mera Sitara Kaun Tha

poet

Mushkil Mein Raha Wo Bhi Ki Tadbir Na Tha Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet