• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Ye Kaun Mere KHwab Mein Aaya Hua Tha

Raat Ye Kaun Mere KHwab Mein Aaya Hua Tha

raat ye kaun mire ḳhvab men aaya hua tha

sub.h men vadi-e-shadab men aaya hua tha

ik parinde ki tarah uḌ gaya kuchh der hui

aks us shaḳhs ka talab men aaya hua tha

main bhi us ke liye baiTha raha chhat par shab bhar

vo bhi mere liye mahtab men aaya hua tha

sard ḳhitte men sulagta hua jangal tha badan

aag se nikla to barfab men aaya hua tha

ye to sad-shukr ḳhayalon ne tire khinch liya

main to halat ke girdab men aaya hua tha

yaad hain dil ko mohabbat ke shab-o-roz ‘hasan’

gaanv jaise koi sailab men aaya hua tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abroo-shah-mubarak

Khuda Ke Waste Ai Yar Hum Sin Aa Mil Ja

abdul-majeed-salik

Charagh-e-Zindagi Hoga Farozan Hum Nahin Honge

Mata-O-Mal Jo Le Jae to Ghanimat Hai

allama-iqbal

Jawed Ke Nam

poet

Apni Pahchan Koi Zamane Mein Rakh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet