• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Lambi Bhi Hai Aur Tarik Bhi Shab-Guzari Ka Saman Karo Dosto

Raat Lambi Bhi Hai Aur Tarik Bhi Shab-Guzari Ka Saman Karo Dosto

raat lambi bhi hai aur tarik bhi shab-guzari ka saman karo dosto

jaane phir kab ye milna muqaddar men ho apni apni kahani kaho dosto

kis pari-chehra se pyaar tum ne kiya kaun se des ke shahzade ho tum

apni rudad-e-ulfat suna kar baham dastan koi tashkil do dosto

mujh ko ehsas hai tum bhi meri tarah jan-o-dil ku-e-ulfat men haar aa.e ho

ab ye baazi na.e sar se mumkin nahin apna anjam ḳhud soch lo dosto

sub.h hogi to zalim zamane ke gham tum pe abr-e-sitam ban ke chha ja.enge

fursat-e-bazm-e-shab se ghaḌi-do-ghaḌi baat aapas ki koi karo dosto

Dhal ga.i raat taare bikharne lage muntashir ho chale dhyan ke silsile

koi dam aur dil men farozan raho ek muddat ke ba.ad aa.e ho dosto

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Kahan Aaina Le Kar Aae

poet

Niyyat Agar KHarab Hui Hai Huzur Ki

jaun-eliya

Sal-Ha-Sal Aur Ek Lamha

Jab Ki Idhar Teri Nigah paDi

Har Irada Muzmahil Har Faisla Kamzor Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet