• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Raat Ki Aziyyat

Raat Ki Aziyyat

muneer-niyazi

raat behad chup hai aur us ka andhera sharmagin

shaam padte hi damakte the jo rangon ke nagin

duur tak bhi ab kahin un ka nishan milta nahin

ab to badhta aaega ghanghor badal chaah ka

us men bahti aaegi ik madh-bhari mithi sada

dil ke suune shahr men gunje ga naghma chaah ka

raat ke parde men chhup kar khuun rulati chahto

is qadar kyuun duur ho mujh se zara ye to kaho

mere paas aa kar kabhi meri kahani bhi suno

siskiyan leti havaen kah rahi hain ”chup raho”

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Talab Aasudgi Ki Arsa-E-Duniya Mein Rakhte Hain

poet

Jab Tan Na Raha Mera Hun Wasil-E-Jaanana

Kabhi Hai Aaj Aur Kal Kabhi Hai Bhala Ye Ahd-E-Visal Kya Hai

tanveer-anjum

Tanhai Ke Fan Mein Kaamyab

poet

Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet