• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barson Mein Tujhe Dekha to Ehsas Hua Hai

Barson Mein Tujhe Dekha to Ehsas Hua Hai

barson men tujhe dekha to ehsas hua hai

har zaḳhm tiri yaad ka andar se hara hai

vo kaun tha kis samt gaya DhunDh raha huun

zanjir dar-e-dil koi khaTka ke gaya hai

ji chahe use vaqt ke hathon se uḌa le

jo ruuh ki ḳhamosh guphaon men mila hai

patthar ke sanam puujo ki miTTi ke ḳhudavand

har bab-e-karam der hui band paḌa hai

puchho na mire ahd ke insan ki hikayat

tanha.i ke sahraon men hairan khaḌa hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kar-Zar-E-Dahr Mein Kya Nusrat-O-Gham Dekhna

Husn-E-Sad-Rang Se Firdaus Ba-Daman Nikla

Kabhi Qatar Se Bahar Kabhi Qatar Ke Bich

Saz Bane Un Ashkon Se Jo Bahte Hain Tanhai Mein

akhtar-lakhnvi

dekho Usne Qadam Qadam Par Sath diya Begane Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet