• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat KHud Par Ro Rahi Hai

Raat KHud Par Ro Rahi Hai

raat ḳhud par ro rahi hai

sub.h shayad ho rahi hai

tu use aa kar jaga ja

hasrat-e-dil so rahi hai

kis ki aamad hai jo kab se

chandni ghar dho rahi hai

tuḳhm-e-tanha.i mohabbat

kisht-e-dil men bo rahi hai

be-sabab kab thi udasi

vaj.h bhi kuchh to rahi hai

un se kah paa.i kahan main

baat dil men jo rahi hai

jaane kyuun dil hai pareshan

jaane kya shai kho rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wada Raha Na Yaad Mere Mast-E-KHwab Ko

hasrat-mohani

Na Samjhe dil Fareb-E-Arzu Ko

adil-mansuri

Lekin

Aashiyan Par Karam-E-Barq-E-Tapan Hai Ab Bhi

poet

Ek Dhoka Hai Dilkashi Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet