• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Raat Ke Rahi Thak Mat Jaana Subh Ki Manzil dur Nahin

Raat Ke Rahi Thak Mat Jaana Subh Ki Manzil dur Nahin

sahir-ludhianvi

raat ke raahi thak mat jaana subh ki manzil duur nahin

dharti ke phaile angan men pal-do-pal hai raat ka dera

zulm ka siina chiir ke dekho jhank raha hai naya savera

dhalta din majbur sahi chadhta suraj majbur nahin

sadiyon tak chup rahne vaale ab apna haq le ke rahenge

jo karna hai khul ke karenge jo kahna hai saaf kahenge

jiite ji ghut ghut kar marna is yug ka dastur nahin

tutengi bojhal zanjiren jagengi soti taqdiren

luut pe kab tak pahra dengi zang lagi khunin zanjiren

rah nahin sakta is duniya men jo sab ko manzur nahin

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tare Khile Hue Hain Shab-E-Mahtab Hai

Shahr-E-Shor-O-Shar Tanha Ghar Ke Baam-O-Dar Tanha

Ye Baat Alag Hai Mera Qatil Bhi Wahi Tha

Kuchh to Wafa Ka Rang Ho Dast-E-Jafa Ke Sath

Jis Pe Teri Shamshir Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet