• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Aankhon Mein kaTne Walo Shad Raho Aabaad Raho

Raat Aankhon Mein kaTne Walo Shad Raho Aabaad Raho

raat ankhon men kaTne vaalo shaad raho abad raho

bar-e-hijr uThane vaalo shaad raho abad raho

kachchi umr men kal ke dukhon se aaj ulajhna Thiik nahin

pahla savan bhigne vaalo shaad raho abad raho

ab aa.e ho saare diye jab ik ik kar ke bujh bhi ga.e

lekin lauT ke aane vaalo shaad raho abad raho

ḳhana-badoshi ek hunar hai rafta rafta aa.ega

ranj-e-masafat khinchne vaalo shaad raho abad raho

ek dariche se do ankhen roz sada.en deti hain

raat ga.e ghar lauTne vaalo shaad raho abad raho

hijr-zadon par ḳhud nahin khulta kis aalam men rahte hain

haal hamara puchhne vaalo shaad raho abad raho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kitni Hi Be-Zarar Sahi Teri KHarabiyan

Tumhaari to Bas angDai Hui Thi

abdul-majeed-salik

Jo Musht-e-Khak Ho Us Khak-dan Ki Baat Karo

ismail-merathi

Kabhi Taqsir Jis Ne Ki Hi Nahin

Ham-Nashin Aisi Koi Tadbir Honi Chahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet