• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qismat Mein Agar Judaiyan Hain

Qismat Mein Agar Judaiyan Hain

qismat men agar juda.iyan hain

phir kyuun tiri yaden a.iyan hain

yaan jiine ki suraten hain jitni

vo suraten sab para.iyan hain

fariyad-kunan nahin bas ik main

charon hi taraf duha.iyan hain

har darje pe ishq kar ke dekha

har darje men bevafa.iyan hain

ik tera bura kabhi na chaha

go ham men bahut bura.iyan hain

taqrib-e-visal-e-yar hai kya

kuche men tire safa.iyan hain

us ne bhi kasar koi koi chhoḌi

ham ne bhi bahut suna.iyan hain

ab aur kahin ka ruḳh karen aap

is jag men to jag-hansa.iyan hain

kaise karen bandagi ‘zafar’ vaan

bandon ki jahan ḳhuda.iyan hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shar Ki Baaton Mein Tamazat Ka Nishan Ho Ki Na Ho

poet

Husn Ki Bewafaiyan Tauba

Dekh Kar Log Hue Shashdar-O-Hairan Mujhe

wali-mohammad-wali

Muflisi Sab Bahaar Khoti Hai

KHud Apne Jurm Ka Mujrim Ko Etiraf Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet