• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qismat Bure Kisi Ke Na Is Tarah Lae Din

Qismat Bure Kisi Ke Na Is Tarah Lae Din

qismat bure kisi ke na is tarah laa.e din

aafat na.i hai roz musibat hai aa.e din

din san ye aur din diye allah ki panah

us maah ne to ḳhuub hi ham se gina.e din

hai dam-shumari din ko to aḳhtar-shumari shab

is tarah to ḳhuda na kisi ke kaTa.e din

un ki nazar phiri ho to kya apne din phiren

abr-e-siyah ghira ho to kya munh dikha.e din

ji janta hai kyunki ye kaTte hain roz o shab

dushman ko bhi ḳhuda na kabhi ye dikha.e din

kya lutf-e-zist bharte hain din zindagi ke ham

‘kaifi’ bure kisi ke na taqdir laa.e din

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hafiz Shirazi

Man-O-Salah-O-Salamat Kas In Guman Na-Barad

haidar-ali-aatish

dil Bahut Tang Raha Karta Hai

momin-khan-momin

Ai Aarzu-E-Qatl Zara dil Ko Thamna

Subh Tak Hum Raat Ka Zad-E-Safar Ho Jaenge

mirza-ghalib

dard Minnat-Kash-E-dawa Na Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet