• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qatra-E-Ab Ko Kab Tak Meri dharti Tarse

Qatra-E-Ab Ko Kab Tak Meri dharti Tarse

zahida-zaidi

qatra-e-ab ko kab tak miri dharti tarse

aag lag jaae samundar men to paani barse

surkh mitti ki rida odhe hai kab se akash

na shafaq phule na rim-jhim kahin badal barse

ham ko khinche liye jaate hain sarabon ke bhanvar

jaane kis vaqt men ham log chale the ghar se

kis ki dahshat hai ki parvaz se khaif hain tuyur

qumriyan shor machati nahin kis ke dar se

char-su kucha-o-bazar men mahshar hai bapa

khauf se log nikalte nahin apne ghar se

mud ke dekha to hamen chhod ke jaati thi hayat

ham ne jaana tha koi bojh gira hai sar se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Khwahish Hai Gadai Ki Na Hai Arman Shahi Ka

Gham-Nasibon Ko Kisi Ne to Pukara Hoga

Hathon Ki Lakiron Ka Likha kaT Rahe Hain

Mujhe Udas Kar Gae Ho KHush Raho

aftab-iqbal-shamim

Misal-e-Sail-e-Bala Na Thahre Hawa Na Thahre

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet